Thursday, December 19, 2013

Sippy gill Yaara lyrics

Yaara ve ...........
Yaara ve Yaara ve yara .......... 
Yaara ve yara


Oh sohneya sajna saamne aa ke baitha reh
Akhiyan de vich akhiyan paa ke baitha reh
Oh sohneya sajna saamne aa ke baitha reh
Akhiyan de vich akhiyan paa ke baitha reh

Yaara ve ............

Yaara ve Yaara ve yara .......... 

Oh jind nikal je jadon nazara nahi hunda
Ik jhallak de nall guzara nahi hunda
Oh ghund zulaf da mukh tu lah ke baitha reh
Akhiyan de vich akhiyan pa ke baitha reh
Akhiyan de vich akhiyan pa ke baitha reh

Yaara ve ............
yaara ve Yaara ve yara .......... 
yaara ve yara
Yaara ve yara,


Tu ki jaane jad deed , meherma ho jawe
Allah di sonh , eid mehrma ho jawe
Oh vanjhli bulliya nu shooa ke bethe reh
Akhiyan de vich akhiyan pa ke baitha reh
Akhiyan de vich akhiyan pa ke baitha reh
Yaara ve ............yaara ve Yaara ve yara ..........
Yaara ve yara
Yaara ve yara,

yaara ve yara,
yaara ve yara, yaara ve yarr

Oh kande tere naam di chundi mar jawa
Jee karda tere bol main sunhdi mar jawa
Oh roh vich rabb di thaa akke baitha reh
Akhiyan de vich akhiyan pa ke baitha reh
Akhiyan de vich akhiyan pa ke baitha reh
Yaara ve ............yaara ve Yaara ve yara .......... yaara ve yara
Yaara ve yara,yaara ve yara

yaara ve yara,yaara ve yara

Oh ishq ibadat saade lai sach kehndi ee
Dum dum tera naam kandare laindi e
Oh dunia nu ajj dilu bhula ke baitha reh
Akhiyan de vich akhiyan pa ke baitha reh
Akhiyan de vich akhiyan pa ke baitha reh
Yaara ve ............yaara veYaara ve yara .......... yaara ve yara
Yaara ve yara,yaara ve yara,yaara ve yara,yaara ve yara

Sunday, July 28, 2013

My last breaths

saah akhri jado nikle… sir mera te yara da patt hove…
100 saal lambi hove umar ohdi… meri us ton ek pal ghat hove…

Monday, July 8, 2013

The arrow of love

tirchi nazron se na dekho aashique dilgeer ko
kaise teerandaaz ho seedha to kar lo teer ko

Tuesday, May 21, 2013

The flame of love (Akhiyaan vich lalli eh - Manmohan Waris)


Pyaar oh Jo Rooha De Tak Gujre
(True love is one which go deep down to your soul)
Tak Ke Pyaar Jatauna Koi Pyaar Nahi
(To gaze in each other's eyes and profess love is not loving)
Dilan Wich Je Faasle Reh Jaavan
(If there are distance between the hearts)
Sajjan Gal Naal Launa Koi Pyaar Nahi
(Holding your lover tight does not make any difference)
Jiyonde Yaar De Dil Nu Dukh Deke
(Hurting your lover when they were alive)
Pichon Kabar Te Auna Koi Pyaar Nahi
(Then coming back to the grave to pay respect is no love)

Tera Pyaar Kadak di Dhup 
(Your love is like a bright burning sun)
Same De Naal Hi Dhal Gaya Ve
(Whose flame died out with time)

Toon Ki Jaane Is Dhuppe 
(What you never realized was, in the glare of this sun)
Saada Ki Ki Jal Gaya Ve
(How much I got burnt) 

Friday, April 5, 2013

Aaine mein

Andaaz apna dekhte hain aaine mein woh
Aur yeh bhi dekhte hain ke koi dekhta na ho

She admires her beauty in the mirror shyly,
but she makes sure no one else sees her..

Thursday, March 7, 2013

Tere Darwaze Pe Chilman Nahi Dekhi Jati - Nusrat Fateh Ali Khan

Yah Kajravi Na Mere Jan ektiyar Karo Jo Tumse Pyar kare tum bhi usse pyar karo
Kajravi means to deviate, ektiyar/ikhtiyar means to Choose.
Don't deviate from this heavenly path, love the one who loves your

Kaha Jo Maine k, Dil Beqrar hai Mera tu Hans k Kahny Lagay or Beqrar karo
When I told her my heart is restless without you, she laughingly replied, let it be restless, wait for me..

Dekhayo Na Jam Bhar Kar, Bhadakhawar nahi Mere Nazar ko Nazar sy Gunagar karo
Mehak Jawani Ghulab Ke Sorat Haseen Bahoon ko Meray Gale Har Karo

Mujhko Tasleem Mai Sharabi hoon Phir Bhi Fitrat Ajeeb Paye hai
Mai Nazar Sy Sharab Peeta Hoon Mere Rindi Bhi Parsaye Hai

Fikaray Sodo Zeyan, Tu Chotay Gi
(NFAK Said: Yeh Faiz Ahmed Faiz Sahab Ka Shair hai, Mulaheza Farmayeen)
Fikare Sodo Zeyan, Tu Chote Ge Minate Enoan tu Chotay Gi
Khair, Dozakh Main Mile Na Mile Shaikh Sahib Se Tu Jaan Chote Gi!

Shikan Na Dal Jabin Per Sharab Dety Howe Ya Mushkurati howe Cheez Muskura Ka Pila
Saror Cheez ke Mikdar Pay Nahi Mauokoff Sharab Kam hai tu Saqi Nazar Mila Ka Pila

Kuch Murakay Hain Zindgani K Chand Unwaan Hain Kahani ke
Chandani, Zulf, Raqs, Shair, Sharab Mukhtalif Naam Hain Jawani Ke

Sharab Shook Ko Masti Mai Lake Peta Hoon
Mai Masawa Ke Nazar Sy Chupa k Peeta Hoon
Roku Se Jo Bachy Sajde Mai Jake Peeta hoon
Mai Woh Rind hoon,jo Khuda ko Dekha K Peeta hoon

Tere Darwaze Pe Chillman Nahi Dekhe Jati Jane-Jaan Humsy Yah uljhan Nahi Dekhe Jati

Rukh Pe Yah Zulf Ke Uljhan nahi Dekhe Jati Phool Ke Ghoud Mai Nagan Nahi Dekhe Jati

Behijaban Na Milo, Humse Yah Pardah Kaisa Bandole Mai Suhagan Nahi Dekhe Jati

Jam Mai Ho Tu, Nazar Aye Ghulabi Jora Humse Bottal Mai Yah Dulhan Nahi Dekhe Jati

Ghar Banayen, Kisi Sehra mai Mohabbat k Liye Shahar Waloon Sy Yah Jogan Nahi Dekhe Jati

Hum Nazar Baz Hain, Dekhla Hamin Davi Ka Jamal Moorati Humse Baraha Man Nahi Dekhe Jati

Ae Fana Kehde Hawa Se Keurale Jaye Humse Ya Kake Nashiman Nahi Dekhe Jati

Teray Darwazay Pay Chillman Nahi Dekhe Jati
~                                           

Tuesday, March 5, 2013

My love is my god


Har har mein hai har base  
Har har ko hai har ki aas 
Har ko har har dhoont phiri 
Aur.......
Har hai moray paas

God is present in everyone
Even then everyone hopes for God
Each and everyone is looking for God
and I have God in form of my love

Wednesday, February 13, 2013

I don't regret that you broke my heart, I regret that you took so long to break it


Dil ki chotton ne kabhi,     
Chain se rehne na diya..
Jab chali sard hawa,
mein ne tujhe yaad kiya..

The wounds on my heart,
Have never let me be in peace,
When the cold wind blows,
Its then that I remember you..

Is ka rona nahi,
Kyoon tum ne kiya dil barbaad..
Is ka gham hai keh bohat dair mein barbaad kiya..

I don't regret or ask
Why you broke my heart, 
I regret that you took so long to break it

If I love you, I love everything about you..

Apna To Chahato Mein Yeh Usool Hai
Jab Tu Qubool Hai To 
Tera Sab Kuch Qubool Hai

I only have one rule in love,
If I accept/love you,
I love everything about you..

Tuesday, February 12, 2013

If nothing else, God made me a poet...Jo kuch na ban sakaa usse shaayar banaa diya.


Allah mian ne Ford ko taajir bana diya,
Nehru ko politics ka mahir bana diyaa,
Sab ko banaya usne woh jo kuch bhee ban saka,
Jo kuch na ban sakaa usse shaayar banaa diya..

Thursday, February 7, 2013

Bewafa ke saath bhi pyar hota hai (In love you'll love even the most treacherous one)


udasiyan saath jo na latey to aur kya kerte
na jashn-e-shola manaate to aur kya kerte
a ndhera mangne aaya tha roshni ki bheek
hum apna ghar na jalaate tou aur kya kerte
mein ne masoom baharon mein tumhein dekha hai
in haseen raah-guzaaron mein tumhein dekha hai
mere mehboob teri parda-nashini ki qasam
mein ne ashkon ki qataron mein tumhein dekha hai
jab bhi rudaad-e-gham sunate hein
ashq palkon pe muskurate hein
jin ki khaatir luta diya sub kuch
wohi mera nishaan mita'te hein
beewafa se bhi pyaar hota hai (Vocables and Chants)
beewafa se bhi pyaar hota hai
beewafa se bhi pyaar hota hai
beewafa se bhi pyaar hota hai
qismat mein naumeedi-o-hasrat hai! kya karoon?
us bewafa se mujh ko mohabbat hai! kya karoon?
beewafa se bhi pyaar hota hai (Vocables and Chants)
beewafa se bhi pyaar hota hai
beewafa se bhi pyaar hota hai
beewafa se bhi pyaar hota hai
yaqeen e ishq to dekho ke us ke wadoon per
faraib khaye bohot phir bhi aitebar kiya... Acha
beewafa se bhi pyaar hota hai (Vocables and Chants)
beewafa se bhi pyaar hota hai
beewafa se bhi pyaar hota hai
beewafa se bhi pyaar hota hai
mein jiss ke aik isharay pe jaan waar aaya
usay na meri mohabbat ka aitebar aaya... Acha
beewafa se bhi pyaar hota hai (Vocables and Chants)
beewafa se bhi pyaar hota hai
beewafa se bhi pyaar hota hai
beewafa se bhi pyaar hota hai
mein ker raha tha faqt tajurba mohabbat ka
ub aise aag lagi hai bujha nahi sakta
yeh maanta hoon ke mein tujh ko paa nahi satka
tera khayal magar dil se ja nahi sakta... Acha
beewafa se bhi pyaar hota hai (Vocables and Chants)
beewafa se bhi pyaar hota hai
beewafa se bhi pyaar hota hai
beewafa se bhi pyaar hota hai
zulf rukh se hata ke baat karo
raat ko din banaa ke baat karo
yeh bhi andaaz-e-guftugu hai koi
jab bhi karo dil dukha ke baat karo... Acha
beewafa se bhi pyaar hota hai (Vocables and Chants)
beewafa se bhi pyaar hota hai
beewafa se bhi pyaar hota hai
beewafa se bhi pyaar hota hai
her aik baat pe kehte ho tum ke tu kya hai
tumhe batao yeh andaz-e-guftugu kya hai
bewafa se bhi pyaar hota hai
yaar kuch bhi ho yaar hota hai
Raag...
na sahay teri naseehat mere kiss kaam aaye hai
naik o bad sujat nahi jab dil kaheen lag gaye hai... kiyoon ke
yaar kuch bhi ho yaar hota hai (Vocables and Chants)
yaar kuch bhi ho yaar hota hai
yaar kuch bhi ho yaar hota hai
yaar kuch bhi ho yaar hota hai
hazrat e nah se jo aaye deeda-o-dil farsh-e-raah
yeh to samjhao koi woh aake samjhaein ge kya... kiyoon ke
yaar kuch bhi ho yaar hota hai
yaar kuch bhi ho yaar hota hai
marne walay to apni jaan se kahein
yaar ki bewafaiyan na gayeen
yaar kuch bhi ho yaar hota hai
yaar kuch bhi ho yaar hota hai
kya howa un ke saath gar hai raqeeb
phool ke saath khaar hota hai
phool ke saath khaar hota hai
phool ke saath khaar hota hai
phool ke saath khaar hota hai
phool ke saath khaar hota hai
jab woh aate nahi shab e waada
maut ka intizaar hota hai (Vocables and Chants)
ishq pe zindagi ka ey Purnam
sara daromadaar hota hai
bewafa se bhi pyaar hota hai
bewafa se bhi pyaar hota hai... Aaa!

Tuesday, February 5, 2013

The universe of love

ishq ki qainat me naseh...  
husn parvardigar hota hai.... 


In the universe of love, oh my teacher
Beauty is god

Thursday, January 31, 2013

Haathoan ki lakiron pe mat ja e Galib
Naseeb un k bhi hote hain jin k haath nahi hote......
udasiyan saath jo na latey to aur kya karte
na jashn-e-shola manaate to aur kya karte
andhera mangne aaya tha roshni ki bheek
hum apna ghar na jalaate tou aur kya karte..

Thursday, January 17, 2013

Umar bhar Ghalib, yehi bhul karta raha,
Dhool Chehre pe thi, aur main aaina saaf karta raha.

Tuesday, January 8, 2013

Us lecture hall de last bench te mera naa khuneya,
Jithe baith kade si os kudi da ik supna buneya,
Na yaar rahe, na oh mili,
Jad sade saah nikle..